Monday, January 3, 2011

O Kanha ................

chali aaungi us par ....awaz de kar to dekho .
chhorkar ye sara sansar .......pukar kar to dekho..


O KANHA !!

janu main khud ko RADHA ... shringar main to dekho..
astitva hua mera adhoora .. kiya h kya tumne aaj zara dekho ...
darpan bhi laage soona ......sab kuch hua paraya dekho...


palpal main sunun bansi teri...hua kya tera chamatkar to dekho..
chaunkun main kshan kshan ....KANHA!! kya tum hi ho mere dwar dekho..

1 comment:

Anonymous said...

hmmm..awesome work done by kitty..aur jaldi hi tumhara kanha tumhe pukarega..